Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSavan Kumar
HomeSavan Kumar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apne dil mein jagah dijiye humko baahon mein le lijiye mere pyaar ke devta humpe itna karam kijiye apne dil mein jagah dijiye humko baahon mein le lijiye mere pyaar ke devta humpe itna karam kijiye apne dil mein jagah dijiye palkon ki chhanv mein rakhungi aapko chhupaa ke palkon ki chhanv mein rakhungi aapko chhupaa ke duniyaa ki nazron se rakhungi aapko bacha ke jaaneman dil ko mere dil mein basa lijiye apne dil mein jagah dijiye aap ke naam ka humne ye jaam liya hai aap ke naam ka humne ye jaam liya hai dekho deewane dil ne kaisa ye kaam kiya hai kitne dinon se pyaas lagi hai haan ye bhujha dijiye apne dil mein jagah dijiye humko baahon mein le lijiye mere pyaar ke devta humpe itna karam kijiye apne dil mein jagah dijiye humko sambhalo sanam dekho kadam dagmagaye humko sambhalo sanam dekho kadam dagmagaye aap ke bina ab to humse jeeya nahin jaaye aaj ki shaam kariye ye kaam doori mita dijiye apne dil mein jagah dijiye humko baahon mein le lijiye mere pyaar ke
barkha raani zara jamke barso mera dilbar jaa naa paaye jhoom kar barso barkha raani zara jamke barso mera dilbar jaa naa paaye jhoom kar barso barkha raani ye abhi to aaye hain kehte hain hum jaayen hain ye abhi to aaye hain kehte hain hum jaayen hain tu baras barso baras ye umr bhar naa jaayen re barkha raani zara jamke barso mera dilbar jaa naa paaye jhoom kar barso barkha raani mast saawan ki ghata bijuriya chamka zara mast saawan ki ghata bijuriya chamka zara yaar mera dar ke mere seene se lag jaaye re barkha raani zara jamke barso mera dilbar jaa naa paaye jhoom kar barso barkha raani zara jamke barso mera dilbar jaa naa paaye jhoom kar barso barkha raani
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm chaand sitaare phool aur khushboo chaand sitaare phool aur khushboo ye to saare puraane hain taaza taaza kali khili hai hum uske deewane hain hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm arre kaali ghatayein barkha saawan hoooo kaali ghatayein barkha saawan ye to sab afsane hain taaza taaza kali khili hai hum uske deewane hain hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm andaz hain uske naye naye hai naya naya deewanapan hooooo andaz hain uske naye naye hai naya naya deewanapan pehna ke taj jawaani ka hans ke laut gaya bachpan geet ghazal sab kal ki baatein hoooo geet ghazal sab kal ki baatein uske naye taraane hain taaza taaza kali khili hai hum uske deewane hain hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hai roop mein itna saadapan to kitna sundar hoga mann hooooo hai roop mein itna saadapan to kitna sundar hoga mann bin gehnein aur
ho gaye deewane ho gaye deewane tumko dekh kar is haal mein chaudhvin ka chaand ho tum chaudhave hi saal mein ho gaye deewane tumko dekh kar is haal mein chaudhvin ka chaand ho tum chaudhave hi saal mein ho gaye ehe ho gaye aaha ho gaye deewane ye machalti kamsini aur uspe chadhta ye shabaab ek naqli til lagaa lo gaal par apne janaab ye machalti kamsini aur uspe chadhta ye shabaab ek naqli til lagaa lo gaal par apne janaab bad nazar se bach ke pahunchoge pandharve saal mein ho gaye deewane tumko dekh kar is haal mein chaudhvin ka chaand ho tum chaudhave hi saal mein ho gaye ehe ho gaye aaha ho gaye deewane aa gayee tumko hayaa meri zara si baat par lijiye rakh lijiye dil mera apne haath par aa gayee tumko hayaa meri zara si baat par lijiye rakh lijiye dil mera apne haath par hum banaa lenge tumhe dulhan solhave saal mein ho gaye deewane tumko dekh kar is haal mein chaudhvin ka chaand ho tum chaudhave hi saal mein ho gaye aaha ho gaye ehe ho gaye deewane
jab apne ho jaaye bewafa to dil toote jab apne ho jaaye bewafa to dil toote jab dil toote to royen kyun jab dil toote to royen kyun hum gaaye kyu nahin hum naache kyu nahin jab apne jab apne ho jaaye bewafa to dil toote bholi surat wala har insaan badalte dekha humne apne yaaron ka imaan badalte dekha bholi surat wala har insaan badalte dekha humne apne yaaron ka imaan badalte dekha dil ki ruswaai hai sanam har jaayi hai dil ki ruswaai hai sanam har jaayi hai jab apne jab apne ho jaaye bewafa to dil toote jab apne ho jaaye bewafa to dil toote dil ne jisko pyaar kiya hai ussi ne dil ko tooda kiske haath ke khaatir dekho kiske haath ko chhoda dil ne jisko pyaar kiya hai ussi ne dil ko tooda kiske haath ke khaatir dekho kiske haath ko chhoda humen bhi koi ghum nahin kisi se hum kam nahin humen bhi koi ghum nahin kisi se hum kam nahin jab apne jab apne ho jaaye bewafa to dil toote jab apne ho jaaye bewafa to dil toote apne jab begaane ban kar mehfil nayi sajaayen hum
jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar mila le dil se dil pyaar se pyaar kar udhar to raat hai savera hai idhar jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar jaaneman jaaneman teri jawaani ke sadke hum bhi hanseen kam nahin are teri jawaani ke sadke hum bhi hanseen kam nahin teri judaayi ka ghum hai warna koi ghum nahin bahut chaalaak hain ban raha bekhabar pyaar ke jaadoo ka ho raha hai asar jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar jaaneman tere liye hi bani hoon main sab mein shaamil nahin hoo tere liye hi bani hoon main sab mein shaamil nahin dil se zara poochh apne kya main tera dil nahin naya hai silsilaa naya hai ye safar nayi hain manzilen magar hai ik dagar jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar mila le dil se dil pyaar se pyaar kar udhar to raat hai savera hai
main teri chhoti behna hoon main teri chhoti behna hoon samjh na mujhko souten hhoo samjh na mujhko souten shyaam tere hain tere rahenge shyaam tere hain tere rahenge main to unki jogan hoo samjh na mujhko souten hoo samjh na mujhko souten vehem ka sagar andha sagar jiska nahin kinaara hai hoo vehem ka sagar andha sagar jiska nahin kinaara hai vehem ne jug mein sab ko duboya kisko paar utaara hai kisko paar utaara hai tera man saajan ka ghar ho tera man saajan ka ghar tu unke man ki dhadkan hoo samjh na mujhko souten jin raahon se wo guzre bus un kadmon ki dhool ko pooja jin raahon se wo guzre bus un kadmon ki dhool ko pooja maine unko ishwar samjha dosh bata kya aur hai dooja dosh bata kya aur hai dooja main patjhad ki sookhi paati main patjhad ki sookhi paati aan padi tere aangan hoo samjh na mujhko souten antim aaj vidaayi lene laadali behna aayi hoon hoo antim aaj vidaayi lene laadali behna aayi hoon man mein koi mail na rakhna itna kehne aayi hoon itna kehne
pyaar ki kashti mein pyaar ki kashti mein lehron ki masti mein pawan ke shor shor mein chale hum zor zor mein gagan se door pyaar ki kashti mein lehron ki masti mein pawan ke shor shor mein chale hum zor zor mein gagan se door wahan kya pyaar milega chaman ka phool khilega wahan kya pyaar milega chaman ka phool khilega jisse dil dhoond raha hai kya wo dildaar milega wahan sach honge sapne banenge gair bhi apne dil ki baraat sajegi milenge saajan apne maine suna kya suna jo kaha kya kaha jaana bahut hai door pyaar ki kashti mein lehron ki masti mein pawan ke shor shor mein chale hum zor zor mein gagan se door gagan se door pyaar ko pyaar mile to nazar kahin lag na jaaye pyaar ko pyaar mile to nazar kahin lag na jaaye milen jeevan mein hum tum kahin phir bichhad na jaayen nazar kya lage wahan par hai pyaar hi pyaar jahan par na bichhade milne waale jahan sab ho dil waale to chalo chale haan chale yun milke haan milke ho ke khushi mein choor pyaar ki kashti mein
are sasu tirath are sarura tirath sasu tirath sarura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaro dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai sasu tirath sasura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaro dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai biwi jab roothe to yaad aati hai saali biwi jab roothe to yaad aati hai saali saali jija ko pyaari hai wo gori ho ya kaali lekin apni kismat mein to saala hai na saali hai are chaaron dhaam gharwali hai chaaron dhaam gharwali hai are sasu tirath aah aah sasura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaron dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai biwi to achchhi wo hoti jo nakhre wali biwi to achchhi wo hoti jo nakhre wali phoolon se pyaari lagti hai jab jab deti hai gaali twaddi to saanu pata nahin par saddi te makhna wali hai are chaaron dhaam gharwali hai chaaron dhaam gharwali hai are sasu tirath are sasura tirath tirath
shayad meri shaadi ka khayaal shayad meri shaadi ka khayaal dil mein aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai shayad meri shaadi ka khayaal shayad meri shaadi ka khayaal dil mein aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai panchhi akela dekh mujhe panchhi akela dekh mujhe ye jaal bichaya hai isiliye mummy ne teri mujhe chai pe bulaya hai theek tum chaar baje ghar chale aana mera haath maang lena zara na sharmana theek tum chaar baje ghar chale aana mera haath maang lena zara na sharmana saat phere mere sang sapne dekh rahi ho khili huyi dhoop mein taare dekh rahi ho nahin nahin baba chai nahin peena tauba meri tauba maaf kar dena inhi adaaon par to haaye apna dil aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai na na na na na na na panchhi akela dekh mujhe ye jaal bichaya hai isiliye mummy ne teri mujhe chai pe bulaya hai aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa la lala lala laa dillagi na karo chhedo na humko sanam haan kaho ghar chalo tumko
ho oo soone se jeevan ke man ki kaliyon ko mehka do sai baaba o sai baaba ho oo duniya ne vish barsaaya hai tum amrit barsa do sai baaba o sai baaba sai baaba o sai baaba kaise bani suhagan saajan ke liye abhaagan ho oo kaise bani suhagan saajan ke liye abhaagan jiske bhagwan rooth gaye wo jaaye kahaan pujaran ho oo kaisi bani suhagan dulhan ke sindoor ki raksha dulhan ke sindoor ki raksha tere haath hai baaba jai jai sai jai jai sai jai jai sai baaba o sai baaba sai baaba o sai baaba jag hai dukhon ka dera dum ghut raha hai mera ho ho jag hai dukhon ka dera dum ghut raha hai mera duniya ke hain laakh sahaare mujhko sahaara tera o o jag hai dukhon ka dera aasha aur vishwaas ka bandhan aasha aur vishwaas ka bandhan toot na jaaye baaba jai jai sai jai jai sai jai jai sai baaba o sai baaba sai baaba o sai baaba jab jab tujhe pukaara sai toone diya sahaara ho oo jab jab tujhe pukaara sai toone diya sahaara beech bhanwar mein aan fansi hoon toot gaya hai kinaara o o jab
teri galiyon mein na rakhenge qadam aaj ke baad teri galiyon mein na rakhenge qadam aaj ke baad tere milne ko na aayenge sanam aaj ke baad teri galiyon mein tu mera milna tu mera milna samajh lena ik sapna tha tujhko ab mil hi gaya jo tera apna tha tu mera milna samajh lena ik sapna tha tujhko ab mil hi gaya jo tera apna tha humko duniya mein samajhna na sanam aaj ke baad teri galiyon mein na rakhenge qadam aaj ke baad teri galiyon mein ghir ke aayengi ghir ke aayengi ghataen phir se sawan ki tum to baanhon mein rahogi apne sajan ki ghir ke aayengi ghataen phir se sawan ki tum to baanhon mein rahogi apne sajan ki galle hum ghum ko lagaenge sanam aaj ke baad teri galiyon mein na rakhenge qadam aaj ke baad tere milne ko na aayenge sanam aaj ke baad teri galiyon mein
sare mehfil mera imaan beimaan ho gaya ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga mera qaatil mere ghar mein mera mehmaan ho gaya ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga wahi hoga jo manjoor e khuda hoga khuda hoga ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga zameen par paanv mat rakhna kahin maila naa ho jaaye naa jaana chandani mein ye badan maila naa ho jaaye zameen par paanv mat rakhna kahin maila naa ho jaaye naa jaana chandani mein ye badan maila naa ho jaaye khudaya bhej de jannat se tu apni bahaaron ko sajaa de aasmaan tu raah mein inki sitaaron ko sharik e zindagi hona tera ehsaan ho gaya ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga wahi hoga jo manjoor e khuda hoga khuda hoga ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga nahin the hum kisi kaabil jagah de di humen dil mein kare hum shukriyaa kaise ke rakh li laaj mehfil mein naa phoolon ki tamanna hai naa chahat hai sitaaron ki tumhare pyaar ke aage zarurat kya bahaaron ki tumhari baahon mein rehna mera armaan ho gaya ho yaaro
zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi hai hans ke us paar jana padega jiska jitna ho aanchal yahan par usko saugaat utni milegi lala la lala la la la la la la la la jiska jitna ho aanchal yahan par usko saugaat utni milegi phool jeevan mein gar na khile to kanton se bhi nibhana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega hai agar door manzil to kya rasta bhi hai mushkil to kya lala la lala la la la la la la la la hai agar door manzil to kya rasta bhi hai mushkil to kya raat taaron bhari na mile to dil ka deepak jalana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ek paheli bhi hai sukh dukh ki saheli bhi hai lala la lala la la la la la la la la zindagi ek paheli bhi hai sukh dukh ki saheli bhi hai zindagi ek vachan bhi to hai jise sabko nibhana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi
zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi hai hans ke uspaar jaana padega zindagi ek ehsaas hai toote dil ki koi aas hai zindagi ek ehsaas hai toote dil ki koi aas hai zindagi ek banwaas hai kaat kar sabko jaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi bewafa hai to kya apne ruthe hai humse to kya zindagi bewafa hai to kya apne ruthe hai humse to kya haath mein haath na ho to kya saath phir bhi nibhana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ek muskaan hai dard ki koi pehchaan hai zindagi ek muskaan hai dard ki koi pehchaan hai zindagi ek mehmaan hai chhod sansaar jaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi hai hans ke uspaar jaana padega
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apne Dil Mein Jagah Hawas (1974) 06:20 13325
 
Poster of Hawas (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Anil Dhawan, Bindu Panikkar
Duration : 06:20   Song Number : 13325   

Barkha Raani Zara Jamke Barso Sabak (1973) 03:41 15660
 
Poster of Sabak (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha
Duration : 03:41   Song Number : 15660   

Chand Sitare Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 06:34 20247
 
Poster of Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kumar Sanu, Chorus
On Screen Actors- 
Amisha Patel, Hrithik Roshan
Duration : 06:34   Song Number : 20247   

Ho Gaye Deewane Laila (1984) 05:48 16098
 
Poster of Laila (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 05:48   Song Number : 16098   

Jab Apne Ho Jaayen Souten (1983) 04:48 14281
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:48   Song Number : 14281   

Janeman Janeman Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 05:06 20619
 
Poster of Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Amisha Patel
Duration : 05:06   Song Number : 20619   

Main Teri Chhoti Souten (1983) 06:48 35951
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Tina Munim
Raag- 
Marwa
Duration : 06:48   Song Number : 35951   

Pyaar Ki Kashti Mein Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 05:51 12304
 
Poster of Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Amisha Patel
Duration : 05:51   Song Number : 12304   

Sasu Tirath Sasura Tirath Souten (1983) 05:08 20154
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 05:08   Song Number : 20154   

Shayad Meri Shaadi Ka Khayaal Souten (1983) 06:27 21231
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 06:27   Song Number : 21231   

Soone Se Jeevan Ke Man Ki Kaliyon Ab Kya Hoga (1977) 05:23 39412
 
Poster of Ab Kya Hoga (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Neetu Singh
Duration : 05:23   Song Number : 39412   

Teri Galiyon Mein Hawas (1974) 04:18 21307
 
Poster of Hawas (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anil Dhavan
Duration : 04:18   Song Number : 21307   

Yaaro Ab Kya Hoga Ab Kya Hoga (1977) 05:40 12615
 
Poster of Ab Kya Hoga (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Neetu Singh
Duration : 05:40   Song Number : 12615   

Zindagi Pyaar Ka Geet (Female) Souten (1983) 05:33 19152
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:33   Song Number : 19152   

Zindagi Pyaar Ka Geet (Male) Souten (1983) 04:49 21511
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:49   Song Number : 21511   
Karaoke Songs of savan kumar, Sad Songs of savan kumar, Love Songs of savan kumar, Dance Songs of savan kumar, Hip-hop songs of savan kumar, Best songs of savan kumar, Super hit songs of savan kumar, hit songs of savan kumar, duet songs of savan kumar, solo songs of savan kumar, old songs of savan kumar, famous songs of savan kumar, Hindi Karaoke Songs of savan kumar, Hindi Sad Songs of savan kumar, Hindi Love Songs of savan kumar, Hindi Dance Songs of savan kumar, Hindi Hip-hop songs of savan kumar, best Hindi songs of savan kumar, super hit Hindi songs of savan kumar, hit Hindi songs of savan kumar, duet Hindi songs of savan kumar, solo Hindi songs of savan kumar, old Hindi songs of savan kumar, famous Hindi songs of savan kumar, Sing Along Songs of savan kumar, Sing Along Sad Songs of savan kumar, Sing Along Love Songs of savan kumar, Sing Along Dance Songs of savan kumar, Sing Along Hip-hop songs of savan kumar, Sing Along Best songs of savan kumar, Sing Along Super hit songs of savan kumar, Sing Along hit songs of savan kumar, Sing Along duet songs of savan kumar, Sing Along solo songs of savan kumar, Sing Along old songs of savan kumar, Sing Along famous songs of savan kumar